Saturday, May 30, 2009

Aisi Sazaa Deti Hawaaa

(Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi) - 2

Neenden Bhi Ab Sone Gayi , Raaton Ko Bhi Parvaah
 Nahi..

Aise Mein Baarish Ki Boondon Se Apni, Saason Ko Sehla Bhi Do

Badhti Hawaon Ke Jhokho Se Dil Ko, Nagma Koi Laa Bhi Do

Palko Ki Kono Pe Baaithi Nami Ko, Dheeme Se Pighla Bhi Do

Aaaaaaa.Yeh Zindagi Aisi Hi Thi, Tumne Kabhi Jaana Nahi

Jeevan Ki Rahon Mein Aana Ya Jaana, Bata Ke Nahi Hota Hai

Jaate Kahin Hai Magar Jaante Naa, Ki Aana Wahin Hota Hai

Khone Ki Zid Mein Yeh Kyu Bhoolte Ho, Ki Paana Bhi Hota Hai

Wo Pal Abhi Waisa Hi Hai, Choda Tha Jo Jaisa Wahi

Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi

Neenden Bhi Ab Sone Gayi, Raaton Ko Bhi Parvaah Nahi.. 



No comments:

Post a Comment